1 Habrūn meṅ Dāūd Bādshāh ke darj-e-zail beṭe paidā hue:
10 Sulemān ke hāṅ Rahubiyām paidā huā, Rahubiyām ke Abiyāh, Abiyāh ke Āsā, Āsā ke Yahūsafat, 11 Yahūsafat ke Yahūrām, Yahūrām ke Aḳhaziyāh, Aḳhaziyāh ke Yuās, 12 Yuās ke Amasiyāh, Amasiyāh ke Azariyāh yānī Uzziyāh, Uzziyāh ke Yūtām, 13 Yūtām ke Āḳhaz, Āḳhaz ke Hizqiyāh, Hizqiyāh ke Manassī, 14 Manassī ke Amūn aur Amūn ke Yūsiyāh.
15 Yūsiyāh ke chār beṭe baṛe se le kar chhoṭe tak Yūhanān, Yahūyaqīm, Sidqiyāh aur Sallūm the.
16 Yahūyaqīm Yahūyākīn [a] kā aur Yahūyākīn Sidqiyāh kā bāp thā. 17 Yahūyākīn [b] ko Bābal meṅ jilāwatan kar diyā gayā. Us ke sāt beṭe Siyāltiyel, 18 Malkirām, Fidāyāh, Shenāzzar, Yaqamiyāh, Hūsamā aur Nadabiyāh the. 19 Fidāyāh ke do beṭe Zarubbābal aur Simaī the.
21 Hananiyāh ke do beṭe Falatiyāh aur Yasāyāh the. Yasāyāh Rifāyāh kā bāp thā, Rifāyāh Arnān kā, Arnān Abadiyāh kā aur Abadiyāh Sakaniyāh kā.
22 Sakaniyāh ke beṭe kā nām Samāyāh thā. Samāyāh ke chhih beṭe Hattūsh, Ijāl, Barīh, Na'ariyāh aur Sāfat the. 23 Na'ariyāh ke tīn beṭe Iliyuainī, Hizqiyāh aur Azrīqām paidā hue.
24 Iliyuainī ke sāt beṭe Hūdāwiyāh, Iliyāsib, Filāyāh, Aqqūb, Yūhanān, Dilāyāh aur Anānī the.
<- 1 Tawārīḳh 21 Tawārīḳh 4 ->